किडनी खराब होने के लक्षण, Dialysis का सच, Creatinine, Kidney Stone और Ayurveda — 40+ साल के अनुभवी Dr. Joshi से जानिए Kidney को Healthy कैसे रखें। Aaj 40 ki umar mein bhi kidney failure ho raha hai aur 20-30 saal ke youngsters mein BP badh raha hai. Is episode mein Ankur Kumar baat kar rahe hain Dr. Joshi (Dr. Joshi's Holistic Clinic — Kidney & Cancer care, 40+ years experience, 20,000+ surgeries) se — Kidney disease ko "Silent Killer" kyun kehte hain, kidney kharab hone ke shuruati sanket kya hain, kaun se tests zaroori hain aur Ayurveda ka holistic approach kya kehta hai. Is Podcast mein jaaniye: ✔ Kidney kharab hone ke warning signs — pairon mein sujan, peshab mein jhaag ✔ Dialysis kya hai aur kab advise hota hai ✔ Creatinine & GFR report kaise samjhein ✔ Energy drink, cold drink aur painkillers ka kidney par asar ✔ Kidney stone (pathri) baar-baar kyun banti hai ✔ Kya Ayurvedic dawa (bhasma) se bhi kidney kharab ho sakti hai? ✔ Roz kitna paani piyein & urine color ka sach ✔ Beer se stone nikalta hai? Myth vs Fact ⏱️ CHAPTERS 👨⚕️ Dr. Joshi se Consult karein (Video call / Phone / Clinic): Website: https://www.drjoshis.in/ Instagram: https://www.instagram.com/drjoshisclinic/ ------------------------------------- *About Healthy Podcast* ------------------------------------- Welcome to The Healthy Podcast, your ultimate guide to health and wellness! Where we interact with doctors and experts on common health problems and bring their suggestions and practical solutions to you. *Follow Us on:* Instagram:- https://www.instagram.com/healthypodcastofficial FB: https://www.facebook.com/healthypodcastofficial Website: https://healthypodcast.in/ Disclaimer: Yeh video sirf jaankari (educational purpose) ke liye hai. Koi bhi dawa, diet ya treatment shuru/band karne se pehle apne doctor ya nephrologist se salah zaroor lein. #KidneyHealth #KidneyFailure #HealthyPodcast #Dialysis #KidneyStone #Creatinine #Ayurveda #HealthTips #HindiPodcast